Devshi Khandur Instagram – Movie – Dil jo na keh saka
Lyrics – Devshi Khanduri
Music – Pritesh Mehta and shail
Singer – Ryan Victor and Aditi paul
Song- Naadaniyaan kar jaati hain aksar khari pareshaaniyaan ( Lyrics )
Naadaniyaan, kar jaati hain, aksar kharhi pareshaaniyaan
Josh sang, rakh hosh bhi, khud se na kar tu beyimaaniyaan
Jawan hone ke naate, bataani hain kuch baatein
Fisal naa jaana iss umar mein aake
Junoon ki hai rawani, fitoori hai shaitaani
Dhuein mein na udaana yeh jawaaniyaan
Naadaniyaan, kar jaati hain, aksar kharhi pareshaaniyaan
Josh sang, rakh hosh bhi, khud se na kar tu beyimaaniyaan
Ooooo, ooooo,Ooooo Oooooo
Lagta hai hum toh gaye, kahin ke hum na rahe
Pyar mein hum toh par gaye kaise
Ek haath se taali kar lee, dil ne ghulaami kar lee
Usko magar hum kahen kaise
Tum bolo naa bolo dikhti hai chemistry, sab ne notice kiya
Tere mere baare mein gossip, hai baaton ka topic
Kuch toh hai chal raha
Naadaniyaan, kar jaati hain, aksar kharhi pareshaaniyaan
Josh sang, rakh hosh bhi, khud se na kar tu beyimaaniyaan
Dil mera mujh se lare, teri waqaalat kare, tujhko hi dhoonde aate jaate,
Dil ye begaana hua, Ishq bahaana hua
Tere siva na koi baatein
Teri meri jodi jamti hai, apni toh banti hai,
Karoongi teri qadar
Choice bhi apni matching hai, ki God ne setting hai, we are made for each other
Naadaniyaan, kar jaati hain, aksar kharhi pareshaaniyaan
Josh sang, rakh hosh bhi, khud se na kar tu beyimaaniyaan
Jawan hone ke naate, bataani hain kuch baatein
Fisal naa jaana iss umar mein aake
Junoon ki hai rawani, fitoori hai shaitaani
Dhuein mein na udaana yeh jawaaniyaan
Naadaniyaan, kar jaati hain, aksar kharhi pareshaaniyaan
Josh sang, rakh hosh bhi, khud se na kar tu beyimaaniyaan
#song #tseries #latestrelease #romantic #love #youth #message #nadaniya #devshikhanduri #himanshukohli #priteshmehta #music #lyricist #actor #beats #latest | Posted on 12/Oct/2018 23:19:05