Paridhi Sharma Instagram – ॐ शुभं करोति कल्याणं आरोग्यं धनसंपदः ।
शत्रुबुद्धिविनाशाय दीपज्योतिनमोऽस्तु ते ॥
Jis tarah deep prajawalit kar ke hum andhakar se ujale ki aur jate hai,waise hi ishwar se hamari prathana hai ki hum sab ke jiwan ko bhi deep ke saman prajawalit kare,hume sukh,smiridhi aur aaj ke tarikh me sabse adhik awayshak achha swasth pradaan kare..Om Shanti
#deep #sakaraatmakta #shubh #jyot #coronakoharanahai #vandematram | Posted on 06/Apr/2020 08:58:45



