Reyhna Malhotra Instagram – Magic 💫💫💫💫💫🌈 Mausam ki baat nahin hain…..
Yeh hawa Joh chali hain ,
Mausam ki hi baat lekar Aayi hain.
Mausam ki baat nahin hain…..
Yeh dhoop joh nikli hain,
Mausam ki hi baat lekar aayi hain.
Mausam ki baat nahin hain…..
Yeh Joh badal guzar rahe hain ,
Mausam ki hi baat lekar aaye hain .
Mausam ki baat nahin hain…..
Yeh Joh barish hui hain,
Mausam ki hi baat lekar aayi hain. 😊Mausam ki baat nahin hain….. | Posted on 05/May/2020 17:13:41