Isha Chawla Instagram – .
Ab deewaren sunane lagi hain ,
dil ki daastaan .
Par darwaze kahaniyon se ittifaaq nahin rakhte .
Ab daraazen batane lagi hain ,
chithion ka pata .
Par musafir Gharon ke hisaab nahin rakhte .
– Esha Chawla
#lockdownstories #love #home #shayar #mausam #monsoon #shyarana | Posted on 08/Jul/2020 18:45:46