Zakir Khan Instagram – Zamana aa gaya ruswaiyon tak,
tum nahi aaye.
Jawani aa gayi tanhaaiyon tak,
Tum nahi aaye.
Kisi ko dekhte hi aapka aabhas hota hai.
Nigahein aa gayi parchaiyon tak,
Tum nahi aaye.
Written by: Balbir Singh Rang(1919-1984) Sangum | Posted on 04/Oct/2021 15:10:22



