Thakur Anoop Singh Instagram – Gaya tirth (Bihar) Aakar apne pitron ke liye pind Daan aur tarpan karke mann shaant aivum tript hua! Bhrahmanon ko bhojan karwaake unka ashirwaad Liya ! Main apne fans aur mitron ko aagrah karta hoon Ki aap sabhi apne jeevan kaal main kam Se kam Ek baar apne pitron ke liye Gaya Aakar shraad karayen!
Dhanyavaad dena chahunga Bhojpuri Hero Keshari Laal Yadav ji, unke manager Sonu ji unke bhai nirbhay Ranjan Pandey aur mitron ka jinke kaaran meri yeh yaatra safal hui! 🙏 Gaya, India | Posted on 09/Mar/2022 17:54:47