Mallika Singh Instagram – Keemati waqt ko jab ehsaas keemat ne dilaya,
Tumhaare bikhare jazbaton ko bikharta is kismat ne paya,
Bikharte waqt ko jab uljha in nazro ne paya!
Hayisat kaise bikharti hai, in lafzo ne bas yahi darshaya..
Buland kamiyaabi jab tumhe pukaar rahi thi
Atoot wishvaas ko tumne bas adha adhura paya!
Nadaangi ko apni rag rag mai basakar
Mukhota ak pehn kar! Kasoorvar tumne us 20 saal ki umer ko theherya… 🙌🏻
21 to be❤️ | Posted on 29/Aug/2021 02:58:13
Check out the latest gallery of Mallika Singh



