Sharib Hashmi Instagram – Woh @shanoosharmarahihai ka pehla phone call ..
woh Zain ke liye audition ..
wo shooting ka pehla din ..
wo @yrf ka shaandaar studio ..
wo #YashChopra sir ke direction mein kaam ..
woh @iamsrk sir se pehli mulakat ..
wo screen share karna @katrinakaif aur @anushkasharma ke saath..
Woh Maria ko pataana (on screen Haan)
woh #AdityaChopra sir ka peeth thapthapana..
woh @im_anilmehta sir ko Kishore Da ka yaad aa jaana…
yeh saara kissa hai dus saal purana … par nahin bhoolunga main…
Jab Tak Hai Jaan..
Jab Tak Hai Jaan..
Jab Tak Hai Jaan… ❤️❤️❤️
Ten Years Of #JabTakHaiJaan #YashChopra #ShahrukhKhan #KatrinaKaif #AnushkaSharma #yrf | Posted on 13/Nov/2022 10:51:13