Zakir Khan Instagram – Mujhe Ajmer jaana tha show karne, sabne poocha dargah jaoge?
Pata nahi kyun maine sabko jawab na mein hi diya. Show khatam karte hi Aachanak dil mein aane laga ki mujhe jaana hai.
Maine suna tha ki aisi jagahon par khud nahi jaate ho, balki woh aapko bulate hain.
Maine yeh hote hue dekha kal. Ajmer Khwaja Garib Nawaz | Posted on 13/Sep/2023 16:44:03



