Mallika Singh Instagram – Lafzo ki keemat nahi
Jazbaaton ka behta sagar hai yaha,
Chehre par shikan nahi
Par ragon mai aag ki lapto mai kholta raqt hai yaha,
Mukammal manzil k hone ka sukoon to nhi
Par safar ko khul k jeene ka maksad hai yaha,
Yaha hone ki hi khabar nahi
Par waqt k tez bahaav mai kaid lamho ko zinda rakhne ka Junoon hai yaha. ā¤ļø | Posted on 11/Oct/2023 15:41:52



