Armaan Malik Instagram – Sun maahi, kasam se door chaltein hain kahin. Raaste mein ‘only just begun’ sunte sunte kab hum TMMT pe switch hojaaye pata hi nahi chalega.
Bas waqt aise hi zaaya karte rahein, main mere khayaalon mein, aur tu apne. Par marne se pehle atleast ek aisa wala trip toh banta hai na? Kya khayaal hai humnawa, taiyaar ho tum? ❤️
#ArmaanMalik #OnlyJustBegun #The2ndAlbum #OJB_ArmaanMalik #ओनलीजस्टबिगन | Posted on 30/Oct/2023 13:53:34



