Home Actor Zakir Khan HD Photos and Wallpapers December 2023 Zakir Khan Instagram - #Tathastu ko ek saal ho gaya. Meri hasiyat se zyada pyar aur izzat ke liye shukriya. agar yeh aapko pasand nahi aaya ho toh yeh mere hisse ka hai. Aur jo bhi kuch Aacha laga woh saara abbaji ka hai. 🙏🙏🙏 I would like to thank my editor @fatir_ansari1994 for the constant support. Thank you @zeeshan_malang for giving this song to the show. Thank you @vadiksehra for this cute Art ❤️

Zakir Khan Instagram – #Tathastu ko ek saal ho gaya. Meri hasiyat se zyada pyar aur izzat ke liye shukriya. agar yeh aapko pasand nahi aaya ho toh yeh mere hisse ka hai. Aur jo bhi kuch Aacha laga woh saara abbaji ka hai. 🙏🙏🙏 I would like to thank my editor @fatir_ansari1994 for the constant support. Thank you @zeeshan_malang for giving this song to the show. Thank you @vadiksehra for this cute Art ❤️

Zakir Khan Instagram - #Tathastu ko ek saal ho gaya. Meri hasiyat se zyada pyar aur izzat ke liye shukriya. agar yeh aapko pasand nahi aaya ho toh yeh mere hisse ka hai. Aur jo bhi kuch Aacha laga woh saara abbaji ka hai. 🙏🙏🙏 I would like to thank my editor @fatir_ansari1994 for the constant support. Thank you @zeeshan_malang for giving this song to the show. Thank you @vadiksehra for this cute Art ❤️

Zakir Khan Instagram – #Tathastu ko ek saal ho gaya. Meri hasiyat se zyada pyar aur izzat ke liye shukriya.
agar yeh aapko pasand nahi aaya ho toh yeh mere hisse ka hai. Aur jo bhi kuch Aacha laga woh saara abbaji ka hai. 🙏🙏🙏

I would like to thank my editor @fatir_ansari1994 for the constant support.

Thank you @zeeshan_malang for giving this song to the show.

Thank you @vadiksehra for this cute Art ❤️ | Posted on 02/Dec/2023 11:43:48

Zakir Khan Instagram – doston, toh baat aisi hai… 🎙️

#MannpasandOnPrime, Dec 7
Zakir Khan Instagram – Kya tumko bhi lagta hai aisa? 

Ki bina kisi baat ke Mann doobta rehta hai, 
jaise dil ke bheetar koi kuch khod raha hai. 
Koi khaai, 
ya koi kua, 
ya shayad ek gehri kabr. 
Dafan karne ko laash tumhari! 

Kya tumko bhi lagta hai aisa? 

Sab kuch theek sa hi toh hai. 
phir kyun chalti baat ke beech se 
dhyaan hat jaata hai. 
Kisi anjaani si baat par
aachanak aakhe dabdaba jaati hai, 
Zaban sukhne lagti hai.
gala bhar aata hai. 

Kya tumko bhi lagta hai aisa? 

Ek taraf toh, 
Raat bhar neend nahi aati, 
Na koi khayal aata hai, 
Na hi kisi ki yaad…. 

Koi payar se baat kare toh 
kuch mehsus nahi hota. 

Ya phir Kahin sadak par 
koi zara sa dhakka bhi lag jaaye 
Toh hafton beizzati si yaad rehti hai. 

Bheed ke akela algna, 
Kisi se baat karne ka jee na karna. 

Kya tumko bhi lagta hai aisa? 

Agar jawab haan hai toh sun lo, 
Ki Bahuton ko lagta hai.
Tumhare hi jaan pehchan me hai kuch aur bhi log. 
Tanha, akele, chup, 
apni parwarish ki kamiyon se ladte hue. 
Woh bhi tumhari tarah tasveeron ke liye 
Jhoota muskura liya karte hain. 
Jaise tum muskura diya karte ho. 

Jaise mai hass leta hoon. 

Toh aaj raat bhi takiye par sar rakh kar, 
Pankhe ko ek tak dekho toh yaad rakhna. 

Sath hi hai hum… 

akele, 

Tum bhi, 

Mai bhi.

Zakir khan

Check out the latest gallery of Zakir Khan