Manisha Rani Instagram – Kai salon ke intezar ke baad Kal hamare ram ji ki vaapasi ho rahi Ayodhya mein..
Pura hindustan uski khushiyan mana raha..infact puri duniya ke rambhakt ke liye Kal ka din bahot bada hai..
Itni khushi itni taiyariyan aisa Mahol aaj tak nahi dekha…Ayodhya ko aisa sajaya hai ki man kar raha ki Darshan ke liye kaash wahan hote..lekin koi baat nahi..ham sab apne apne gharon mein ya ham jahan bhi hai Kal ka din celebrate karenge..
I am sooo happy n excited for tomorrow.. | Posted on 21/Jan/2024 18:02:05