Bilal Saeed Instagram – Teri sochon se saara din kinara ker lia tha
Teri yaadon mein lekin Meri saari shabh rahi hai
Tumhein meri sabhi khataien aa jaati hein nazar
Zururat mujh ko Tere payar ki jabh jabh rahi hai
Mein aisa hun mein Waisa hun yeh baatein tum ne ki hein
Tumhein le ker Meri zuban baa adab rahi hai
✍️ bilal saeed | Posted on 09/Jan/2024 14:53:40



