Yamini Singh Instagram – Happy Birthday Rina Di♥️, aapke liye ab kya likhun😅 kabhi kabhi dil mein hota bahot kuch hai par kehne likhne ke liye shabd kam padh jaate hai, aapse starting mein bada darr lagta tha😅 par dheere dheere aapne apni laadli banaa liya aur mujhe itna pyaar diya, rishte toh sab iss industry mein banaate hai par nibha sab nahi paate, me waada karti hu ke ye rishta nibhaaungi,
साफ़ दिल , निश्छल स्वभाव , आध्यात्मिक सोच, और पवित्र आत्मा, ये हैं आप ।
Love you Di!♥️😘
#yaminisingh | Posted on 13/Aug/2024 09:04:33



