Apni behtareen adakari aur talent se sabko apna deewana bana liya hai inhone! ZEE5 ki ore se Radha aka @theneeharikaroyofficial ko janamdin ki dher saari shubhkaamnaayein ✨ Aap hamesha khush rahe aur apne talent ka jaadu bikherti rahein bas yahi dua hai hamari. #Birthday