Kangana Ranaut

Kangana Ranaut Instagram – Aaj mere Simsa gaon mein Devta Kartikeya swami ji ke kapaat khule, mere ghar ka naam bhi maine Kartikeya swami ji ke naam pe rakha hai, yeh mandir mere ghar ke bilkul saamne hai, aisi manyata hai ki Parvati aur Shiva putra Kartikeya swami ji ne iss sthan pe tapasya ki thi, aadikal se chali aa rahi yeh prachin sanatani paramparayein humein dharm aur jeevan kay kayi mulya seekhati hai , Devta sabki rakhsha kare. | Posted on 12/Feb/2025 12:02:32

Kangana Ranaut
Kangana Ranaut

Check out the latest gallery of Kangana Ranaut