Anam Darbar Instagram – IM SCREAAAAAMINGGGG ‼️
Allahhumma Baarik Lahu ✨
Mera bhai Bigg Boss ke ghar jaa raha hai 🔥
Usne iss stage tak pahunchne ke liye kitni mehnat ki hai, sirf hum jaante hain… aur ab time aa gaya hai ki poora India uski journey dekhe 🙌
Main khud bohot excited hoon aur aapse bas itna kehna hai apna pyaar aur support uske saath zaroor dikhana, kyunki har vote, har dua uske liye bohot matter karega 🫶
Chalo saath milke uski mehnat aur sapne ko reality mein badalte hain 💯✨
#AwezDarbar #BiggBoss19 | Posted on 24/Aug/2025 21:46:50



