Zareen Khan Instagram – Jo insaan Allah ke samne jhukta hai, uska maqam duniya ki har bulandi se ooncha hota hai. 💫🤍
Jab insaan apne aap ko chhota samajhne lagta hai, tab Allah usse sabse bada bana deta hai. 💖✨
Allah ke raaste mein ki gayi khidmat, asal mein tumhare dil ka sabse bada imtihaan hoti hai. 🤲✨
Shukriya @zareenkhan for being on the show. Link in bio! | Posted on 16/Mar/2025 22:13:41



