Sanjana Sanghi Instagram – Jin sapno ko dekhne ki himmat bhi kam thi, unko jeena.
Har waqt, shukraguzaar rehna.
Khoob saara lajawaab khaana khaana.
Aur hamesha khul ke, hasna aur hasana. ♥️💫
New York ki shaam suhani toh hoti hai, lekin @zakirkhan_208 ke saath – kuch zyaada hee. | Posted on 08/Oct/2025 17:30:00



