Yuvika Chaudhary Instagram – Jo haath maafi ke liye uthta hai, us haath ko Allah kabhi khali nahi rakhta. 🤲✨
Jitna maaf karoge, utni zyada barkat tumhari zindagi mein barsegi. Maafi sirf lafzon ka rishta nahi, Allah ki rehmat ka imtihaan hai. 🤍
Jo maaf karta hai, woh sirf apne dushman ko nahi, apne dukh ko bhi khatam kar raha hota hai. 💫🌙
Shukriya @yuvikachaudhary for this insightful conversation. Link in bio!
#sanakhan #anassaiyad #ramadan #raunakeramadan #2025 | Posted on 21/Mar/2025 16:13:32



