Hina Khan

Hina Khan Instagram – Aaj dil ne chaha ke Iftari sirf ghar tak simit na rahe…
thodi si khushboo, thodi si mithaas with @homeofswitzindia aur bohot saari duaayein sabke saath share karun.

Kyunki Iftari ka asli swaad tab aata hai,
jab woh sirf khaya nahi… sabke saath baata jaata hai. 🤍

Ramadan Mubarak ✨

#Ramadan #IftarSabkeSath #IftariMoments #SharingBlessings #SwitzIndia gocreate | Posted on 21/Feb/2026 15:03:11

Hina Khan
Hina Khan

Check out the latest gallery of Hina Khan